| Message | As salamu alaikum
Inna lillahi va inna ilahi rajeoon
Aap ke father ke death ki khabar boht hi kurb k sath suni hai,
Waladain to Aulad k liye saya hote hain, Rehmat hote hain, duaon ka darr hote hain....
Aap se to hamari Sarod web se..khushi aur mohabbat rahi hai,
Ham aap ke gham mai har tarah se sath hain.
Allah Paak itne barhay sanhay ke sadmai ko bardasht karne ka hausla de,
Allah Paak Marhoom ko apne Jawar e Rehmat mai baland baland tar darjaat ata karay
Allah Paak aap ke Walid e mohtram ko Jannat ul Firdous mai Aala maqam say Nawazay
Allah Paak tamam Mourners ko Sabr e jameel ata karay,
Allah Paak unhain tamam Manzilon mai aasanya'n ata karay..
Allah Paak unki Qabr e Athar ko Noor se Munawwar kar de,
Ham sab ki Duaon k tufail unn ka harr Nakion mai badal de, aur unn ki Maghfirat karay
Aur najat ka zarya bann Jayain Aameen....................summa aameen ya rabbul aalemeen
Uncle Abdus Samad Shaikh and Aunty Ruaiya
and family |